Al ilm un naafe foundation ke maqasid
1. Insaaniyat ko ilm ke zevar se aarasta karna
2. Rabbul aalameen, nabi sallallaahu alaihi wasallam aur deen ki maarefat karwaana
3. Aqaa’ed, ibadaat, aqlaaq, muamelaat, ma’ashirat aur ma’eeshat mein deeni rahnumaayi karna
4.quran aur hadees ki talimaaat ko manhaj e sahaba radhiyallahu anhum wa salf ki roshni me aam karna
5.ek zimmedaar musalmaan aur hindustaani banana aur pur aman muashre ke usool se waaqif karwaana
6.muashre ke teeno tabqaat 1) mard wa nojawan 2) khawateen 3) bachon ki Deeni tarbiyat karna
7. Zaujain ko aapas mein ek doosre ke huqooq se aagaah karna
8. Khawateen ko quraan aur sunnat ki talimaaat se roshnaas karaana
9. Nojawanon ki Deeni fikri wa amali tarbiyat karna aur un mein musbat sonch paida karna
10. Bachon ki taleem aur amali tarbiyat karna